Pages

Sunday 14 May 2017

*Aurat ke Masaail* #04
*بِسْــــــمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِىْمِ*
*اَلصَّــلٰوةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُوْلَ اللّٰه ﷺ*

  *Haiz Ki Hikmat*

♻ Allah Ta'ala Ne Haiz Me Kiya Hikmat Poshidah Rakhi Hai?

📝 Aurat Baligha Ke Badan Se Fitratan Jarurat Se Kuch Ziyada Khoon Paidah Ho Jata Hai Ki Hamal (Pregnent) Ki Halat Me Wo Khoon Bachche Ki Giza Ke Kaam Aaye Aur Bachche Ke Dudh Pine Ke Zamane Men Wohi Khoon Dudh Ho Jaye Aur Aysa Na Hoto Hamal Aur Dudh Pilane Ke Zamane Me Uski Jaan Par Ban Jaye Yahi Wajah Hai Ki Hamal Aur Ibtidaae Shirkhawargi (Bachche Ko Dudh Pilane Ke Shuruwati Waqt) Men Khoon Nahi Aata Aur Jis Zamane Me Na Hamal Na Dudh Pilana Woh Khoon Aa kar Badan Se Na Nikle To Qism Qism Ki Bimariyan Ho Jayen.
*✍🏽Bahar-E-Shariat Hissa-2, Safa No.-42*

*📮षवाब की निय्यत से शेर करे*
*___________________________________*
मिट जाये गुनाहो का तसव्वुर ही दुन्या से,
गर होजाए यक़ीन के.....
*अल्लाह सबसे बड़ा है, अल्लाह देख रहा है...*
*___________________________________*
*​DEEN-E-NABI ﷺ*
💻JOIN WHATSAPP
📲+91 95580 29197
📧facebook.com/deenenabi
📧Deen-e-nabi.blogspot.in

No comments:

Post a Comment