Pages

Monday 15 May 2017

*Aurat ke Masaail* #05
*بِسْــــــمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِىْمِ*
*اَلصَّــلٰوةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُوْلَ اللّٰه ﷺ*

  *Haiz Ki Muddat*

♻ Sawal:- Firdous Ko Pahle Do Din Haiz Aa Kar Ruk Gaya Phir Uske Baad Khoon Aaya Hi Nahi To Kya Woh Khoon. Haiz Me Shumar Ho Ga Ya Nahi?

📝 Jawab:- Firdous Ko Do Din Haiz Aa Kar Ruk Gaya Phir Uske Baad Khoon Aaya Hi Nahi To Ye Khoon Haiz Me Shumar Nahi Hoga Kiyon Ki Haiz Ki Kam Se Kam Muddat 3 Din Aur 3 Raten Aur Ziyadah Se Ziyadah 10 Din Aur 10 Raten Hain Ek Mint Bhi Kam Hai To Haiz Nahi .
*✍🏽Bahare Shariat Hissa-2, Safa No.-42*

*📮षवाब की निय्यत से शेर करे*
*___________________________________*
मिट जाये गुनाहो का तसव्वुर ही दुन्या से,
गर होजाए यक़ीन के.....
*अल्लाह सबसे बड़ा है, अल्लाह देख रहा है...*
*___________________________________*
*​DEEN-E-NABI ﷺ*
💻JOIN WHATSAPP
📲+91 95580 29197
📧facebook.com/deenenabi
📧Deen-e-nabi.blogspot.in

No comments:

Post a Comment