Pages

Tuesday 23 May 2017

*Aurat ke Masaail​* #13
*​بِسْــــــمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِىْمِ​*
*​اَلصَّــلٰوةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُوْلَ اللّٰه ﷺ​*

*🔮 Aadat Se Hat Kar Khoon Aana*

♻ Sawal:- Meri Dost Naaz Ki Ek Adat Muqarrar Nahi Hai Kabhi 6 Din Haiz Ke Aur Kabhi 7 Din Hote Hain  Ab Usko Jo Khoon Aaya Woh Band Hota Hi Nahi Uske Liye Namaz, Roze Ka Kya Hukm Hai?

📝 Jawab:- Agar Aisi Surat Men Namaz, Roze Ke Haq Men Kam Muddat Yani 6 Din Haiz Ke Qarar Diye Jayenge Aur 7ven Roz Naha Kar Namaz Padhen Aur Roza Rakhen (Jab Ke Ramzan Ho) Magar 7 Din Pure Hone Ke Bad Nahane Ka Hukm Hai Aur 7ven Din Jo Farz Roza Rakha Hai Uski Qaza Kare.
                                                                              *✍🏼📚 بدائع*

*📮षवाब की निय्यत से शेर करे*
*___________________________________*
मिट जाये गुनाहो का तसव्वुर ही दुन्या से,
गर होजाए यक़ीन के.....
*अल्लाह सबसे बड़ा है, अल्लाह देख रहा है...*
*___________________________________*
*​DEEN-E-NABI ﷺ*
💻JOIN WHATSAPP
📲+91 9723 654 786
📧facebook.com/deenenabi
📧Deen-e-nabi.blogspot.in

No comments:

Post a Comment